Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeBairaag (1976)
HomeBairaag (1976)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


chhoti si umar mein hai lag gaya rog kehte hain log main mar jaaongi hooo main mar jaaongi chhoti si umar mein hai lag gaya rog kehte hain log main mar jaaongi ho main mar jaaongi par marne se pehle kuch karne se pehle leke tera naam tujhe badnaam main kar jaaongi ho main mar jaaongi ho o o ho o o yeh kisi sahri chhori ki preet nahin hai babu yeh kisi sahri chhori ki preet nahin hai babu ik banjaaran ke matwaari naino ka hai jaadoo tu na jaa meri muskaan pe khel jaaongi main bhi jaan pe chhodoongi na saath chhodoongi na saath aisi kya hai baat ke main darr jaaongi hoo main mar jaaongi chhoti si umar mein hai lag gaya rog kehte hain log main mar jaaongi ho main mar jaaongi marne se pehle kuch karne se pehle leke tera naam tujhe badnaam main kar jaaongi hoo main mar jaaongi ho o o ho o o kab talak rokega mera rasta laaj ka pehra kab talak rokega mera rasta laaj ka pehra yaad ye rakhna tu sajnaa ye mera waada thehra babul ki galiyaan chhod ke aaongi chunariyaa odh ke
are suno re suno ek baat sunaun oye suno re suno ek baat sunaun jhuth hai ya sach hai ye tum jaano are jhuth hai ya sach hai ye tum jaano main bairaagi main bairaagi naachun gaaun main bairaagi naachun gaaun are suno re suno ek baat sunaun are suno re suno ek baat sunaun jhuth hai ya sach hai ye tum jaano jhuth hai ya sach hai ye tum jaano main bairaagan main bairaagan naachun gaaun main bairaagan naachun gaaun hoooo oooo hoooo oooo hooo oooo hoooo oooo hooo ooo ooo oooo hooo dekho in bedardon ko chhod ke laaj ke pardon ko gali gali mein aurten chhedti phirti hain hum mardon ko aapne sach farmaaya hai sachcha shor machaya hai mardon ke din beet gaye aurat ka zamaana aaya hai main na maanun tum na maano main kya jaanun tum kya jaano main to sabka dil behlaaun main bairaagi main bairaagi naachun gaaun main bairaagi naachun gaaun hooooo likhne waala likhta hai ek aisa chashma bikta hai jis chashme ke andar se bhai andhon ko bhi dikhta hai jag mein aise bande hain
jeevan path par shaam savere chhaye hain ghanghor andhere o shankar mereee kab honge darshan tere o shankar mereee kab honge darshan tere jeevan path par shaam savere jeevan path par shaam savere chhaye hain ghanghor andhere shankar mereeee kab honge darshan tere main murakh tu antaryami main murakh tu antaryami main sewak tu mera swaami main sewak tu mera swaami kaahe mujhse naata toda mann chhoda mandir bhi chhoda kitni door kitni door lagaaye tune ja kailaash pe dere o shankar mereee kab honge darshan tere tere dwaar pe jyot jaga ke tere dwaar pe jyot jaga ke yug beete tere gun gaa ke yug beete tere gun gaa ke naa mangun main heere moti maangu bas thodi si jyoti khaali haath na jaunga main khaali haath na jaunga main daata dwaar se tere o shankar mereee kab honge darshan tere kab honge darshan tere kab honge darshan tere kab honge darshan tere
peete peete kabhi kabhi yun jaam badal jaate hain peete peete kabhi kabhi yun jaam badal jaate hain jaam badal jaate hain jaam badal jaate hain are kaam badal jaate hain logon ke naam badal jaate hain logon ke naam badal jaate hain peete peete kabhi kabhi yun jaam badal jaate hain ye parwaana aye shamma mehmaan hai ik raat ka ye parwaana aye shamma mehmaan hai ik raat ka dil ki baaten chhed doon dar hai bas iss baat ka yahaan se wahaan tak jaane mein wahaan se yahaan tak aane mein log ye kehte hain ji log ye kehte hain ji band lifaafe mein bhi dil ke paigaam badal jaate hain peete peete are peete peete kabhi kabhi yun jaam badal jaate hain do rukh har tasveer ke hairaan hoon main dekh ke hairaan hoon main dekh ke hai ik chehraa aur bhi chehre pe har ek ke chehre pe har ek ke nazar ko nazar jo aata hai farebi nazar kehlaata hai neend ke ik jhonke se neend ke ik jhonke se aankh ke iss dhoke se raam aur shaam badal jaate hain peete peete peete peete kabhi kabhi yun
saare shaher mein aap sa koi nahin koi nahin saare shaher mein aap sa koi nahin koi nahin koi nahin koi nahin koi nahin koi nahin yehi soch kar raat bhar main soyi nahin soyi nahin soyi nahin haan soyi nahin soyi nahin soyi nahin saare shaher mein haaa aaa aap sa haaa koi nahin koi nahin mera dil jis pe fida hai wo dilbar wo mehboob ho tum mera dil jis pe fida hai wo dilbar wo mehboob ho tum thode se tum ho jhoothe aadmi par bahut khoob ho tum aye haseena badi khoobsurat hai tu haan aye haseena badi khoobsurat hai tu muskurati huyi koi murat hai tu main hoon yahaan aur tum ho wahaan o jaan e jaan khoye ho kahaan koi tumhaari cheez to khoyi nahin khoyi nahin saare shaher mein aap sa koi nahin koi nahin saare shaher mein aap sa koi nahin koi nahin tumko meri wafaa pe jaane kya kya gumaan ho rahe hain tumko meri wafaa pe jaane kya kya gumaan ho rahe hain kitna bhi tum chhupaao afsaane bayaan ho rahe hain ishq karta hoon aashique mera naam hai ishq karta hoon aashique
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Chhoti Si Umar Mein Bairaag (1976) 04:33 20301
 
Poster of Bairaag (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sayra Banu
Duration : 04:33   Song Number : 20301   

Main Bairaagi Nachoon Bairaag (1976) 06:35 40675
 
Poster of Bairaag (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Dilip Kumar, Saira Banu
Duration : 06:35   Song Number : 40675   

O Shankar Mere Kab Bairaag (1976) 05:52 12817
 
Poster of Bairaag (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Dileep Kumar, Sachin
Duration : 05:52   Song Number : 12817   

Peete Peete Kabhi Kabhi Bairaag (1976) 05:11 12285
 
Poster of Bairaag (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Dileep Kumar, Leena Chandraavarkar
Duration : 05:11   Song Number : 12285   

Saare Shaher Mein Bairaag (1976) 05:08 21190
 
Poster of Bairaag (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Dileep Kumar, Leena Chandraavarkar
Duration : 05:08   Song Number : 21190